Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePyaasa Sawan (1981)
HomePyaasa Sawan (1981)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


in haseen wadiyon se in haseen wadiyon se do chaar nazaaren chura len to chalen chura len to chalen itna bada gagan hai do chaar sitaaren chura len to chale chura len to chale in haseen wadiyon se do chaar nazaaren chura len to chale chura len to chale kahin koi jharna ghazal gaa raha hai kahin koi bulbul taraana sunaaye yahaan haal yeh hai ke saanson ki lay par khayaalon mein khoya badan gungunaye kahin koi jharna ghazal gaa raha hai kahin koi bulbul taraana sunaaye yahaan haal yeh hai ke saanson ki lay par khayaalon mein khoya badan gungunaye in lazeez jhurmuton se do chaar sharare chura len to chale chura len to chale in haseen wadiyon se do chaar nazaaren chura len to chale chura len to chale humari kahani shuru ho gayi hai humari kahani shuru ho gayi hai samajh lo jawani shuru ho gayi hai kayi mod humne tay kar liye hain nayi zindagaani shuru ho gayi hai in madhabhare manjaro se do char shahare chura len to chale chura len to chale in haseen wadiyon se do
zuuu hu hu raraa hey hey hooo hoo hey main wahaan hoon jahaan hain main wahaan hoon jahaan hain mastiyaan shokhiyaan bijliyaan titliyaan hey hey main wahaan hoon jahaan hain mastiyaan shokhiyaan bijliyaan titliyaan hey kar lo pyaar jawaani mein kar lo pyaar ho ho ho kar lo pyaar ho ho kar lo pyaar jawaani mein yeh kaam zaroori hai warna zindgaani ki tasveer adhoori hai hey kar lo pyaar jawaani mein yeh kaam zaroori hai warna zindgaani ki tasveer adhoori hai ye haseen mehfilen milengi phir kahaan hoo ho main wahaan hoon jahaan hain mastiyaan shokhiyaan bijliyaan titliyaan hai bhai maza jawaani ka yaaro na liya jawaani mein to socho aakhir humne kya kiya jawaani mein hey maza jawaani ka yaaro na liya jawaani mein to socho aakhir humne kya kiya jawaani mein pyaar bina kis tarah beetenge din jawaan ho ho main wahaan hoon jahaan hain mastiyaan shokhiyaan bijliyaan titliyaan ho ho main wahaan hoon jahaan hain mastiyaan shokhiyaan bijliyaan titliyaan hey
aaaaaaaa aaaaa aaaaaaaaaaa aaaaa oooo oooo ooooo ooooo oooo ooooo megha re megha re megha re megha re mat pardesh jaa re aaj tu prem ka sandes barsaa re ooooo megha re megha re megha re megha re mat pardesh jaa re aaj tu prem ka sandes barsaa re ooooo megha re megha re megha re megha re mat pardesh jaa re aaj tu prem ka sandes barsaa re ooooo megha re megha re megha re megha re kahaan se tu aaya kahaan jaayega tu ke dil ki agan se pighal jaayega tu dhuwaan ban gayi hai khayaalon ki mehfil mere pyaar ki jaane kahaan hogi manzil hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ooooo megha re megha re megha re megha re mere ghum ki tu dawaa re dawaa re aaj tu prem ka sandes barsaa re ooooo megha re megha re megha re megha re barasne lagi hain boondennnn tarasne laga hai mann hooo oooo zara koi bijali chamkiiii larajne laga hai mann aur naa dara tu mujhko oo kaale kaale ghan mere tan ko chhoo rahi hai preet ki pehli pawan ooooo megha re megha re megha re megha re meri sun le tu sadaa re
o meri chhammak chhallo o meri chhammak chhallo do din ki hai zindagaani o meri chhammak chhallo do din ki hai zindagaani tu pyaar mujhe kar aise main likh doon prem kahaani o mere raam lubhaya o mere raam lubhaya kya likhni prem kahaani o mere raam lubhaya kya likhni prem kahaani mauka hai mauj mana lo kab kiski rahi jawaani o meri chhammak chhallo o mere raam lubhaya likhne ka shauk mujhe hai likhta hoon dil ki baaten likhne ka shauk mujhe hai likhta hoon dil ki baaten thodi si din ki baaten thodi raton ki baaten din ke kya taur tareeke raton ki niyat kya hai tum to kya jaano ispar mausam ki chahat kya yeeh yeeh dil jo kehta hai usko aankhon se main kehta hoon dil jo kehta hai usko aankhon se main kehta hoon dil ki haalat ko samjho rut hai kitni mardaani o mere raam lubhaya o mere raam lubhaya kya likhni prem kahaani mauka hai mauj mana lo kab kiski rahi jawaani o meri chhammak chhallo o mere raam lubhaya sun sun ke bol bole mera dil baitha jaaye sun sun ke bol
tera saath hai to mujhe kya kami hai tera saath hai to mujhe kya kami hai andheron se bhi mil rahi roshni hai tera saath hai to kuchh bhi nahin hai to koi ghum nahin hai har ik bebasi ban gayi chandani hai tera saath hai to tooti hai kashti tez hai dhaara tooti hai kashti tez hai dhaara kabhi na kabhi to milega kinara bahi jaa rahi ye samay ki nadi hai ise paar karne ki aasha jagi hai tera saath hai to tera saath hai to mujhe kya kami hai andheron se bhi mil rahi roshni hai tera saath hai to har ik mushkil saral lag rahi hai har ik mushkil saral lag rahi hai mujhe jhopadi bhi mahal lag rahi hai inn aankhon mein maana nami hi nami hai magar iss nami par hi duniya thami hai tera saath hai to tera saath hai to mujhe kya kami hai andheron se bhi mil rahi roshni hai tera saath hai to mere saath tum muskura ke to dekho mere saath tum muskura ke to dekho udaasi ka baadal hata ke to dekho kabhi hain ye aansoon kabhi ye hansi hai mere humsafar bas yahi zindagi hai tera
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

In Haseen Wadiyon Pyaasa Sawan (1981) 05:43 14008
 
Poster of Pyaasa Sawan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy
Duration : 05:43   Song Number : 14008   

Main Wahan Hoon Pyaasa Sawan (1981) 04:28 18666
 
Poster of Pyaasa Sawan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 04:28   Song Number : 18666   

Megha Re Megha Pyaasa Sawan (1981) 06:41 14004
 
Poster of Pyaasa Sawan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:41   Song Number : 14004   

O Meri Chhammak Chhallo Pyaasa Sawan (1981) 05:06 39692
 
Poster of Pyaasa Sawan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy
Duration : 05:06   Song Number : 39692   

Tera Saath Hai To (Female) Pyaasa Sawan (1981) 05:43 14005
 
Poster of Pyaasa Sawan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kamlesh Awasthi
On Screen Actors- 
Jeetendra, Moushumi Chatterjee
Duration : 05:43   Song Number : 14005